ab thakan bardast na hoti ab aur chala na jaata. bojhil bojhil kadmon se maine kitna lamba rasta kaata. mujhe ab paas bulalo papa.. yaad hai aata nadi kinara aur ghar ka lamba haata. budhi dadi, ammi, bhai aur pados k hasmukh kaka. mujhe ab paas bulalo papa.. yahan khud se rooth hoon leta aur [...]

